Saturday, 30 April 2011

Aae Dil Tu Mohabbat Karta Kyu Hai

Aae Dil Tu Mohabbat Karta Kyu Hai,
Jo Karta Hai To Phir Tadapta Kyu Hai,
Jo Baith Gaya Hai Dil Me Pyaar Ka Dard Ban Kar,
Woh Aankho Ke Raaste Nikalta Kyu Hai.